All Desirable Things In Life Are Either Illegal, Banned, Expensive Or Committed To Others.

KIsi Ki Pasand (SG)

Pehle se ab woh din hain,
Na pehli si raat hain.
Shayad humare bitch, kahi koi baat hain.

         from the movie
                 fareb

HANUMAN CHALISA

Jai hanuman gyan gun sagar |
Jai kapise tehu lok ujagar ||
Ram dut atulit bal dhama |
Anjani putra pavan sut nama ||
Mahabir bikram bajragee |
Kumati nivas sumati ke sangi ||
Kanchan baran biraj subesa |
Kann kundal kunchit kesa ||
Haat vajar ao dheja biraje |
Kandhe muj janeu sajee ||
Sankar suvan kesrinandan |
Tej pratap maha jag bandhan ||
Vidhyavan gune aati chatur |
Ram kaaj kaibe ko aatur ||
Prabhu charit sunibe ko rasiya |
Ram lakhan sita maan basiya ||
Susham roop dhari siyahi dhikhava |
Bikat roop dhari lank jarava ||
Bhim roop dhari asur sahare |
Ramchandra ke kaaj savare ||
Laye sanjeevan lakhan jiyaye |
Shriraghuvir harsha ure laye ||
Raghupati kinhe bahut badai |
Tum mam preye bharat sam bhai ||
Sahart badan tumarhu jas gavey |
Aas kahi shripati kant lagavey ||
Sankadeek bhramadhi munisa |
Narad sarad sahit ahisa ||
Jam kuber digpal jaha thi |
Kavi kovid kahi sake kaha thi ||
Tum upkar sughuv kehina |
Ram milaye raj pad denha ||
Tumraho mantra vibhekshan mana |
Lankeshvar bhaye sab jag jaan ||
Jug sahes jojan per bhanu |
Linyo tahi madhur phal janu ||
Prabhu mudrika meli mukh mahi |
Jaldhi ladhi gaye acraj nahi ||
Durgam kaaj jagat ke jete |
Sugam anugrah tumre tete ||
Ram duaare tum rakhvare |
Hoot na aagya binu pasare ||
Sab sukh lahai tumhre sarna |
Tum rchak kahu ko daarna ||
Aapan tej samharo aape |
Teno lok hakte kape ||
Bhut pesach nikat nahi aaveh |
Mahavir jab naam sunaveh ||
Nase rog hare sab peera |
Japat nirantar hanumat bal bira ||
Sankat se hanuman chudave |
Maan kam bachan dayan jo lavey ||
Sab per ram tapasvi raja |
Tin ke kaaj sakal tum saja ||
Aur manorat jo kayi lave |
Tasuye amit jeevan phal pavey ||
Charo guj pratap tumarah |
Hai prasidh jagat ujeyara ||
Sadhu sant ke tum rakhvare |
Asur nikandan ram dulare ||
Ashat sidhi navnidhi ke data |
As var deen jaanki mata ||
Ram rasayan tumhre pasa |
Sada raho raghupati ke dasa ||
Tumreh bhajan ram ko bhavey |
Janam janam ke dukh bisravey ||
Ant kaal raghubar pur jaie |
Jaha janam hari bhagat kahaei ||
Aur devta chitna dhareyo |
Hanumat seye sarav sukh karaei ||
Sankat kate mite sab pera |
Jo sumere hanumat balbira ||
Jai jai jai hanuman gusai |
Kripa karo guru dev ke naai ||
Jo sat bar pat kar koi |
Chutehi bandhi maha sukh hoai ||
Jo yahe pade hanuman chalisa |
Hoye sidhi sa ke goresa ||
Tulsidas sada hari chera |
Kijeye nath hridaye maha dera ||

Kisi roz un se, mulakat hui thi.(SG)

Kisi roz un se, mulakat hui thi.
Usi waqt dil ki ghanti baji thi.
magar kab na jane, mohabat ho gai thi.
Mera dil tha bhola, mein banda akela.
Jara sambhale jab, wo boli nikal ja,
Meri zindgi se.......
Khoya apna dost maine,
Jo tha sab se pyara.
Akela hu ab mein, tanhai marti hai,
Kaise jiyu us bin, wahi yaad ati hai.
Dua mangta hu,maut ki ab har pal.
Zindgi ye meri viran ho gai hai

Zindgi apni aaj kisi ki mohtaj lagti hai.(SG)

Hun to dost banane chale the pyar kar baithe,
Ek katra chaha tha samandar pa baithe.
Par samandar ke pani se kaha kisi ki pyas bhujti hai,
Ye to apna apna nasib hai warna hai ek ko kaha Jannat milti hai.
Kisi ko sadiya, ek pal lagta hai aur kisi ke liye ek pal sadiyo sa lamba hota hai.
Use pa kar laga tha jaise is dharti par hi humne jannat pa li,
Aaj uske bin wahi Janat fir viran lagti hai.
Sanse apni hote hue bhi kisi ke bojh ta le dabi lagti hai.
Zindgi apni aaj kisi ki mohtaj lagti hai.